Big U.D - G9
Peechey yoon tu muda zara saamne toh dekh
Baap aagey tere khada ye jaan ke toh phek
Bars mere phawade, sabko gaadke maarte
Toh fir shyaana kaiko banta? beta jaan ke jaande
Joh bhi maine abhi bola gaur se dhyan de
Katai hopipola party phodne ja ke aaenge
Jabhi gaane mere sabhi jagah chaah ke gaaenge
Taana giraane waaley haani deke raakh mein jaaenge
Khaak mein nahayenge woh sab maat khaaenge, woh sab chaney waaley jhaad lapak mooh ki khaaenge
Rap waala main god nahi, hip hop ka don,
Ye jaan mujhey sakey nahi, chhod dekhna porn
Meri jaan khaane peechey padhey kaafi saare pawns
Balidaan jaane kitne karte kaafi mere songs
Pareshaan jaane kitni hoti kaafi saari moms
Aasha meri bhaari magajmari kari bohot
Tasha maarey dholi kalakaari deti maut,
Wafadaari meri yaari, magar bairi paalna khauff
G9 hai G9 hai, G9 hai,
Galey mein vinyl hai,
Jaley toh phenyl le, bajey toh mithai le
Bakey na design be, lafz hi ye missile hai taaki tu resign de
G9 hai G9 hai, G9 hai,
Galey mein vinyl hai,
Jaley toh phenyl le, bajey toh mithai le
Bakey na design be, lafz hi ye missile hai taaki tu resign de
G9 hai G9 hai, G9 hai
Apkaari teri vaani mein joh kahaani suni khot
Ghamasaani boli baali golibaari hogi thok
Roz hai pakaya, rap ka gosht maine khaya,
Tabhi bol aise paaya warna bol kaise aaya?
Main tha Banda bhola bhala, mere peechey bhaaga saaya, jaise anaconda
Honda leke bhaaga launda, bhanda jabhi phuuta woh toh khaya saara bhoosa
Kyun woh ghussa wahaan chuza,
Hayabusa sari gati mein joh maara ussey thoosa
Kutey taine poocha kabhi thudda kaiko sooja?
Taaka mujhse bhida ghaata bharne peechey pagal
Sagar bharey flow mein kaaley badal waali barish
Chaahat se sifarish, aadi baney bin hi khwahish
Numayish se guzarish Bani tareef meri waaqif
Lene ki udhaari joh ki di thi kabhi saali,
Meri matti gayi thi maari, ratti bhar bhi nahi chhani
Aari Aari waaley time pe gaake mann ki maine maani.
Sanki main ruka ni jaake shabd ki li supaari, pehle shaq ki joh zubaani bak ke khari pakki bandhi
Patti waala Gandhi gharo ghar hi laata aandhi
Haandi kalakaandi karke aunty boli aadi,
Jaanti ye dihaadi tabhi kaandi karke bhaagi
Aati hai panauti rozi roti ki na hoti, chhoti moti boti ki bhi kadar karein bohot hi
G9 hai G9 hai, G9 hai,
Galey mein vinyl hai,
Jaley toh phenyl le, bajey toh mithai le
Bakey na design be, lafz hi ye missile hai taaki tu resign de
G9 hai G9 hai, G9 hai,
Galey mein vinyl hai,
Jaley toh phenyl le, bajey toh mithai le
Bakey na design be, lafz hi ye missile hai taaki tu resign de
G9 hai G9 hai, G9 hai
G9 hai G9 hai, G9 hai
G9 hai G9 hai, G9 hai
G9 hai G9 hai, G9 hai...